The Secret Of Love
Raaz-e-Ishq
Shamma khud jalti hai uska yehi hai kaam
abas parwaanon ne use kiya hai badnaam
Kamaal-e-Husn se hai waakif har koi
Raaz-e-Ishq nahi bayaan hota sar-e-aam.
The Taper burns tis her nature to be aflame
Alas! the moths give it a bad name
Of the Wonder of Beauty everyone knows
The Secret of Love not common proclaim
The taper and the moth are common allegories for beauty and love. The moths linger around the flame only to be burnt.
1 Comments:
Bhai wah! chhaaa gaye guru
'Kamaal-e-Husn se hai waakif har koi
Raaz-e-Ishq nahi bayaan hota sar-e-aam.'
arz kiya hai ...
koi naya hee rang ghul jaata hai jab bhee khamoshee bol detee hai ...
itnee bereham hai yeh aankhen ...jo kitne hee raaz khol detee hain!!!
(Good one know???? I am learning!)
Post a Comment
<< Home